Top 100 Muharram Mubarak | Images, Greetings, Wishes, Quotes

Top 100 Muharram Mubarak | Images, Greetings, Wishes, Quotes: We have collected each and every whatsapp status and quotes for you, which you can use on your profile. Also, we have make one big collection of Muharram Mubarak images, Muharram Mubarak greetings, Muharram Mubarak wishes, Muharram Mubarak quotes etc. So that you don’t need to search more on the internet, and don’t forget to share it with your friends.

Muharram Mubarak 2018 Images Greetings Wishes Quotes

Top 100 Muharram Mubarak | Images, Greetings, Wishes, Quotes

1
Phir Aaj Haq Ke Liye Phir,
Aaj Haq Ke Liye Jaan Fida,
Kara Koi Wafa Bhi Jhoom,
Uthe Yiun Wafa Kare Koi Namaz 1400 Saloon,
Se Intazaar Mein Hai,
Huasan Ki Taraha Muje Ki Tarah Muje,
Ko Aada Kare Hai.

husain bin ali allama iqbal

2
Kat Rahi Hy Zindahi Aulaad E Ali K Saye,
Me Moot Khud Mamoor Hu Meri Hifazaat K Liye,
Har Ghari Rehta Hun Main Nad E Ali K Saye Me.





3
Taa Hashar Ye Khiyal Meray Dil Ka Chain Hai Mohsin Meri Nijaat Ka Zamin Hussain Hai.

4
Nijat Ki Jab Appeal Karna, Hussain ,
Apna Wakeel Karna, Agar Sar Kay Badle,
Hussain Mile, To Zindagi Na Taveel Karna.

Hussain Bin Ali

 

5
Sun Le Ye Ghaur Se Waiiz Tu Kia,
Tere Baap Ko Bhi Jaiye Wiladat E Ali Par Apne Sir Ko Jukana Parega,

6
Farzand-E-Ali Imam Hussain A.S. Ne Fermaya,
Aisay Shakhs Per Zulm Keray Say Muhtat Reho Jiss Ka Allah K Siwa Koe Na Ho.

7
Apni Taqdeaer Jagatey Hain Tere Matam Se,
Khoon Ki Raah Bechatey Hain Tere Matam Se,
Apne Izhar-E-Aqeedat Ka Saliqa Ye Hai,
Hum Naya Saal Manatey Hen Tere Matam Se.

8
Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain,
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain, Sar Dad, Na Dad Dast,
Dar Dast-E-Yazeed, Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain.

9
Ziker E Husain Aaye To
Akhein Chalk Aye Parein .
Pani Ko Kitna Payar Hain
Ab Huasain Se!

Hussain Ibn Ali

10
Khudaki Rha Main Sar Ko Kata Diya Tom Ne ,
Nabi Ke Deen Pe Gher Ko Luta Diya Tom Ne,
Nisaan Kufr Ko Yakser Mitsa Diya Tom Ne
Tumhe Khuda Ko Bhi Tumhara Salaam Kehta Ta Hai.

11
Woh Jine Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya;
Ghar Ka Ghar Sapurd-E-Khuda Kar Diya; Nosh Kar Liya Jiss Ne Shahadar Ka Jaam;
Uss ‘Hussain Ibne Ali’ Par Lakhon Salaam!
Have A Blessed Muharram!

12
Nijat Ki Jab Appeal Karna; Hussain Apna Wakeel Karna;
Aggar Sar Ke Badle Hussain Mile;
Toh Zindagi Na Taveel Karna.

13
Muharram Daleel-E-Fatima Tu Dakha Aaey Hussain Ke Qatilon Ko,
Ke Jiss Sar Ko Jhukanay Aaey Thay,
Ussi Sar Ko Utha Ke Chalay Gay.

14
Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hain Islam Zinda Hota Hain Har Karbala Ke Bad.

15
Ar Gair K Aage Na Jukane Wala Aur Nezey Pey Bhi Quraan Sunaney Wala,
Islam Se Kya Poochte Ho Kon Hussain Islam Ko Islam Banane Wala.

HUSAIN AST

16
Aaj Ka Sooryaast Is Islaamee Varsh Ka Antim Sooryaast Tha – Aur – Main Praarthana Karata Hoon Ki Yah Sooraj Kee Seema Ke Saath Sabhee Ur Kee Chintaen Tay Kee Gaeen- Aur Nae Saal Kee Naee Beem Ur Jeevan Mein Khushee Phail Gaee.

17
Kat Kay Bhi Sab Se Jo Ooncha Hai Wo Sar Kis Ka Hai Lut K Abaad Hai Ab Tak Wo Jo Ghar Kis Ka Hai Takht Walon Ne Muar?Rikh Bhi Khareede Honge Zikr Dunia Main Magar Shaam-O-Seher Kis Ka Hai”

18
Chhote Sapane Ke Saath Ek Chhota Vyakti, To, Yoo Mera Allaah Mein Bahut Vishvaas Hai Yoo Mere Lie Hain, Main Yoo Ke Lie Hoon, Unaka Koee Shabd Nahin Hai, Mere Pyaar Ke Lie, Jisake Maadhyam Se Main Yoo Allaah Ke Lie Kya Mahasoos Kar Sakata Hoon

19
Qatil-E-Hussain Asal Main Mrrg-E-Yazeed Hai, Islaam Zindaa Hota Ha Har Karblaa Key Baad!

20
Zom-E-Kasrat Tha Jinhain Sab Wo Hijazi Nikle-Wo 72 They Jo Kirdar K Ghazi Nikle-Is Haqiqat Ko Bhala Kon-Chupa Sakta Hy-Jitne Shabbir Ke Qatil Thy Namazi Nikle

21
Chun Li Khayaal Ne Jo Azal Main Ali (As) Aien-Bey Biz Ate Rasool Ki Ismat Ka Zeb-O-Zain-Alhamd Ke Alif Ka Sarapa Diloon Ka Chain-Wannaas Ki Ye Seen Ye Nuut K Dil E

22
Main Hamesha Mere Saath Jaanata Hoon,
Mujhe Hamesha Pata Hai Ki Mujhe Hamesha Madad Milee,
Mujhe Hamesha Pata Hai Ki Mujhe Hamesha Kee Raksha Karen,
Mujhe Hamesha Pata Hai Ki Hamesha Meree Raksha Karen,
Sabhee Yoo Ke Lie Dhanyavaad Mere Lie Kar Rahe Hain.

23
Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hai-Nisbat Har
Ek Imam Ki Noor-E-Jali Se Hai-Kul Akhtiyaar De Diya Hassan-O-Hussain Ko-Daita Khuda Zaroor Hai Par Milta Ali Say Hai

24
Har Harf Kainaat Ka Akaas Ban Gaya -Dekha Jo Ghour Kar Ke Tao Abbas (As) Ban Gaya”

25
Kya Haq Ada Karega Zamana Husain Ka, Ab Tak Zameen Pe Karz Hai Sajda Husain Ka,Jholi Failaa Kar Manglo Mumino, Har Dua Kabul Karega Dai Husain Ka

26
Saaya-E-Zuljalaal Kehte Hein Haakim-E-Bemisaal Kehte Hein Jo Hai Is Daur Ka Imam Usay Meem-Hay-Meem-Daal Kehte Hein

28
Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hai-Nisbat Har Ek Imam Ki Noor-E-Jali Se Hai-Kul Akhtiyaar De Diya Hassan-O-Hussain Ko-Daita Khuda Zaroor Hai Par Milta Ali Say Hai

29
Sajday Se Karbala Ko Bandagi Mil Gai-Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gai-Ek Chamman Fatima(S.A) Ka Ujra-Magar Sarey Islam Ko Zindagi Mil Gai

30
Janat Ki Aarzu Main-Kahan Ja Rahe Hain Log-Janat To Karbala Main-Khareedi Hussain Ne-Duniya-O-Aakhrat Main-Jo Rehna Ho Chain Se-Jeena Ali Se Seekho-Marna Hussain Se”

31
Wafa Ko Naaz Hai Jis Par Usay Abbas (As) Kehte Hein-Lagay Jo Saani-E-Haider (As) Usay Abbas (As) Kehte Hein-Alam Patthar Pe Jo Gaaray Usay Kehte Hein Sab Haider (As)-Alam Gaaray Jo Pani Par Usay Abbas Kehte Hein

32
Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye Gumaan-Paani Phirta Hai Talash-E-Hussain Main

33
Sailaab Daikht Hoon Tou Hot Hai Yai Gumaan-Paani Phirt Hai Talash-Ai-Hussain Main”

34
Dasht-E-Bala Ko Arsh Ka Zeena Bana Diya Jangul Ko Muhammad (S.A.W.W) Ka Madina Banna Diya Hr Zarre Ko Najaf Ka Nageena Banna Diya Hussain (A.S) Tum Ny Marne Ko Jeena Banna Diya

35
Shamsheer Se Mola Ne Kaha Chal Mager Aise Ho Khyber-O-Khandak Main Bhi Haal Chaal Mgr Aise Is Mehdaan Main Rahy Mout Ki Jaal Thal Mgr Aise Is Dasht Main Rahe Khoon Ki Daldaal Mgr Aise

36
Sab K Sab Aala Nasab Silsila Hai Ek Sa,
Ibtida Hyder Sy Hy Mehdi Py Hy Inteha,
Choty Bary Ka Sawal In Main Hua Hy Na Ho,
Dada Bhi Laftaah Pota Bhi Mushkil Khusha.

37
Nahi Aaj Tak Koi Hussain (Ra) Sa Aya
Jo Kare Waju Khu Se Ada Namaj Talwar K Tale Kare,
Nahi Aaj Tak Koi Nawasa Hussain Ra Sa Aya
Jo Kare Ada Wada Apne Nana Ka Jaan De Ka Imaa Ki Khatir.
Nahi Aaj Tak Koi Hussain Ra Sa Aya

38
Karbala Walon Ka Gham Ghar Ghar Mein Manaya Jayega
Maqsad-E-Shabeer Aalam Ko Bataya Jayega
Yaad Kar Ke Jo Na Roya Karbala Walon Ki Pyaas
Qabar Se Tishna Wo Mehshar Main Uthaya Jayega

39
Ek Din Bade Ghroor Se Kehne Lagi Zameen
Aya Mere Naseeb Mein Parchum Husain Ka
Phir Chand Ne Kaha Mere Seene Ke Daagh Dekh
Hota Hai Aasmaan Pe Bhi Maatam Husain Ka

40
Kuch Barhami Hai Zara Is Noor-E-Ain Mein
Milta Hai Iztiraab Yunhi Dil Ke Chain Mein
Selaab Dekhta Hoon To Ata Hai Ye Khyal
Pani Bhatak Raha Hai Talash-E-Husain Mein

41
Tere Dil Mein Kaisi Girah Padi Tujhey Usse Itna Hasad Hai Kyun?
Jo Nabi (S.A.W.) Ki Aankh Ka Noor Hai Jo Ali Ki Rooh Ka Chain Hai
Kabhi Dekh Apne Khameer Mein Kabhi Pooch Apne Zameer Se
Wo Jo Mit Gaya Wo Yazeed Tha, Jo Na Mit Saka Woh Husain Hai

42
Sar Gair Ke Aage Na Jukane Wala
Aur Nezey Pe Bhi Quran Sunaney Wala
Islam Se Kya Poochte Ho Kaun Husain Hai
Islam Ko Islam Banane Wala

43
Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain
Sar Dad, Na Dad Dast, Dar Dast-E-Yazeed
Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain

45
Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niyaz Jari Hai
Khuda Ke Deen Ki Umr-E-Daraz Jari Hai
Sajde Mein Rakh Ke Sir Ko Na Uthaya Hussain Ne
Mere Husain Ki Ab Tak Namaz Jari Hai

46
Phir Aaj Haq Ke Liye Jaan Fida Kare Koi
Wafa Bhi Jhoom Uthe Yun Wafa Kare Koi
Namaz 1400 Saalon Se Intezar Mein Hai
Husain Ki Tarha Mujh Ko Adaa Kare Koi

47
Aankhon Ko Koi Khwaab To Dikhayi De
Tabeer Me Imam Ka Jalwa Dikhayi De
Aye! Ibn-E-Murtuza Tere Samne
Suraj Bhi Ek Chota Sa Zarra Dikhayi De

48
Shah-E-Najaf Ali A.S Hai Shah-E-Karbala Hussain A.S Hajat Rawa Ali A.S Hai Dukhon Ki Dawa Hussain A.S Chahte Ho Agr Qareeb Na Aye Koi Malal Khush Ho Kar Kaho Ya Ali Ro Ro Kar Kaho Ya Hussain A.S

49
Karib Allah K Aao Toh Koi Baat Bane,
Imaan Phir Se Jagaao Toh Koi Baat Bane,
Lahoo Jo Beh Gaya Karbala Me,
Unke Maqsad Ko Samjho Toh Koi Baat Bane

50
Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia
Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia
Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam
Us “Hussain Ibne-Ali” Par Lakhon Salam

51
Sajday Se Karbala Ko Bandagi Mil Gai
Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gai
Ek Chamman Fatima(S.A) Ka Ujra
Magar Sarey Islam Ko Zindagi Mil Gai

52
Dasht Main Reh Gai Tanha Tu Watan Yaad Aya
Pani Pe Jo Pari Nazar Tu Har Tashn E Dhan Yaad Aya
Yun Tu Har Cheez Sath Le Kr Chali Thi Zainab
Bhai K Lashay Pe Jo Pohanchi Tu Kafan Yaad Aya

53
Humko Ali(R.A) Ke Ishq Ne Aala Banaadiy,
Qatra Tha Hussain(R.A) Ne Dariya Bana Diya,
Jab Maatami Libhaaz Kiya Humne Zeb-E-Tan,
Humko Gham-E-Hussain(R.A) Ne Kaaba Banadiya.

54
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki,
Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki,
Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai,
To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki.

55
Seenay Me Jo Abbas K Kadmo Ki Dhamak Hy,
Heabat In Dhamak Ki Sir E Aarsh Talak Hy,
Yeh Keh K Guzarta Hy Garajta Huwa Badal,
Bijli Mairey Abbas K Lehjay Ki Karak Hy.

56
Har Ibadaat Hay Meri Yad E Ali K Saye Me,
Kat Rahi Hy Zindahi Aulaad E Ali K Saye Me,
Moot Khud Mamoor Hy Meri Hifazaat K Liye,
Har Ghari Rehta Hun Main Nad E Ali K Saye Me.

57
Momin Ki Har Sada Ko Taira Intezar Hay,
Eman Ki Baqa Ko Taira Intezar Hy,
Phr Sajda E Hussain Ki Hayat Hay Deen Ko,
Aa Ja Ka La Ilha Ko Taira Intezar Hy,
Parda Hata K Daikh Mairey Daur K Hussain,
Haan Aab Bhi Karbala Ko Taira Intezar Hy,
Baichain Zulfiqar Hy Beetab Murtajis,
Abbas E Bawafa Ko Taira Intezar Hy,
Tu Hi Suna Sakay Ga Sahi Maqtal E Hussain,
Har Majlis E Azza Ko Taira Intezar Hy.

58
O Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia,
Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia
Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam
Us “Hussain Ibne-Ali” Par Lakhon Salam

59
Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar,
Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar,
Ki Mujko ‘Hussain Ibn-E-Ali’,
Ne Yeh Naseehat,
Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar

60
Nijat Ki Jab Appeal Karna,
Hussain * Apna Wakeel Karna,
Agar Sar Kay Badle * Hussain * Mile,
To Zindagi Na Taveel Karna.

61
Ab Bhi Kabhi Zameer,
Ka Sauda Ho Dosto’N’,
Qayam Raho Hussain,
K Inkaar Ki Terha.

62
Aa Hashar Ye Khiyal Meray Dil Ka,
Chain Hai,
Mohsin Meri Nijaat Ka Zamin,
Hussain Hai.

63
Aankhon Ko Koi Khwaab Aankhon Ko Koi Khwaab To Dikhayi De Tabeer Me Imam Ka Jalwa Dikhayi De Aye! Ibn-E-Murtuza Tere Samne Suraj Bhi Ek Chota Sa Zarra Dikhayi De.

64
Janat Ki Aarzu Main Kahan Ja Rahe Hain Log Janat To Karbala Main Khareedi Hussain Ne Duniya-O-Aakhrat Main Jo Rehna Ho Chain Se Jeena Ali Se Seekho Marna Hussain Se.

65
Karbala Walon Ka Gham Karbala Walon Ka Gham Ghar Ghar Mein Manaya Jayega Maqsad-E-Shabeer Aalam Ko Bataya Jayega Yaad Kar Ke Jo Na Roya Karbala Walon Ki Pyaas Qabar Se Tishna Wo Mehshar Main Uthaya Jayega.

66
Ek Din Bade Ghroor Ek Din Bade Ghroor Se Kehne Lagi Zameen Aya Mere Naseeb Mein Parchum Husain Ka Phir Chand Ne Kaha Mere Seene Ke Daagh Dekh Hota Hai Aasmaan Pe Bhi Maatam Husain Ka.

67
Kuch Barhami Hai Zara Kuch Barhami Hai Zara Is Noor-E-Ain Mein Milta Hai Iztiraab Yunhi Dil Ke Chain Mein Selaab Dekhta Hoon To Ata Hai Ye Khyal Pani Bhatak Raha Hai Talash-E-Husain Mein.

68
Sajde Se Karbala Ko Bandagi Mil Gayi Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gayi Ek Chamman Fatima (S.A) Ka Ujra Magar Sare Islam Ko Zindagi Mil Gayi.

69
Tere Dil Main Kaisi Girah Pari Tere Dil Mein Kaisi Girah Padi Tujhey Usse Itna Hasad Hai Kyun? Jo Nabi (S.A.W.) Ki Aankh Ka Noor Hai Jo Ali Ki Rooh Ka Chain Hai Kabhi Dekh Apne Khameer Mein Kabhi Pooch Apne Zameer Se Wo Jo Mit Gaya Wo Yazeed Tha, Jo Na Mit Saka Woh Husain Hai.

70
Quran Sunaney Wala Sar Gair Ke Aage Na Jukane Wala Aur Nezey Pe Bhiquran Sunaney Wala Islam Se Kya Poochte Ho Kaun Husain Haiislam Ko Islam Banane Wala.

71
Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hai, Nisbat Har Ek Imam Ki Noor-E-Jali Se Hai, Kul Akhtiyaar De Diya Hassan-O-Hussain Ko, Deta Khuda Zaroor Hai Par Milta Ali Say Hai.

72
Fiza-E Jannat Mein Bhi Hamesha Fiza-E Jannat Mein Bhi Hamesha Nasheest Unhi Saji Rahegi Tamam Ahlay Wila Ka Mirkaz Nabi (Pbuh) Ki Bada Dari Rahegi Jo Phool Shaakhon Say Gir Bhi Jayen To Unse Khushboo Juda Na Hogi Jo Hum Mare Bhi To Zehan-O-Dil Mein Ali (A.S) Ki Khushboo Basi Rahegi.

73
Ae Karbala Ke Qasr Ki Mai’Maar As’Salam,
Ae Jur’Aton Ki Aahani Deewar As’Salam,
Ghurbat May Shahzadi-E Mukhtar As’Salam,
Ae Ghaaza-E-Rukh-E-Shah-E-Abraar As’Salam,
Jo Rang Chad Chuka Tha Utarne Nahi Diya,
Tune Kisi Shaheed Ko Marne Nahi Diya.

74
Khoon Se Chirag-E-Deen Jalaya Hussain Ne,
Rasm-E-Wafa Ko Khoob Nibhaya Hussain Ne,
Khud Ko To Ek Boond Bhi Pani Na Mil Saka,
Karb-O-Bala Ko Khoon Pilaya Hussain Ne,
Aesi Namaz Kaun Parhega Jahan Mein?
Sajda Kiya To Sar Na Uthaya Hussain Ne,
Sab Kuch Khuda Ki Raah Mein Qurban Kar Diya,
Asghar Sa Phool Bhi Na Bachaya Hussain Ne.

75
Yun Hi Nahi Jahan Main Charcha Hussain Ka Kuch Dekh Ke Hua Tha Zamana Hussain Ka Sar De Ke Do Jahan Ki Hukumat Khareed Li Mehenga Pada Yazeed Ko Sauda Hussain Ka.

76
Ab Bhi Kabhi Zameer Ka Sauda Ho Doston Qayam Raho Hussain Ke Inkaar Ki Tarha.

77
Karib Allah Ke Aao To Koi Baat Bane, Imaan Phir Se Jagao To Koi Baat Bane, Lahoo Jo Beh Gaya Karbala Me, Unke Maqsad Ko Samjho To Koi Baat Bane

78
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Mein Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Se To Yaad Dila Dunga Jung Haider-E-Karrar Ki

79
Pani Ka Talab Ho To Ek Kaam Kia Kar. Karbala Ke Naam Pe Ek Jam Piya Kar. Ki Mujhko “Hussain Ibn-E-Ali” Ne Yeh Naseehat. Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar

80
Hussain Ki Namaz Jari Hai Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niyaz Jari Hai Khuda Ke Deen Ki Umr-E-Daraz Jari Hai Sajde Mein Rakh Ke Sir Ko Na Uthaya Hussain Ne Mere Husain Ki Ab Tak Namaz Jari Hai

81
Alam Ya Husain!! Apni Taqdeaer Jagatey Hen Tere Matam Se, Khoon Ki Raah Bechaty Hen Tere Matam Se, Apne Izhar-E-Aqeedat Ka Saliqa Ye Hai, Hum Naya Saal Manatey Hen Tere Matam Se

82
May Allah This New Year Bring A Lot Of Opportunities To Your Way, To Discover Every Enjoyment Of Life And May Your Resolutions For The Days Further On Stay Firm, Turning All Your Thoughts Into Realism And All Your Hard Work Into Great Achievements. Happy Muharram 2018

83
May Peace And Consents Of Enormous God Be With You This Year And Always, May You Enjoy New Life To This Year.

84
Celebrating Muharram Festival Means Serenity, It Is A Festival Which Edify Us, How To Formulate A Whole Country, Without Using Any Army, Riffles, Weapon Etc.

85
You Unaccompanied We Worship And You Single-Handedly We Ask For Help, For Each And Everything. May Your Confidence In Him Forever Bring You Serenity And Affluence…

86
You Unaccompanied We Worship And You Single-Handedly We Ask For Help, For Each And Everything. May Your Confidence In Him Forever Bring You Serenity And Affluence…

87
Let Us Accept As True In The Messenger Of Allah And Go Behind The Luminosity, Which Has Been Sent Down With Him. Have A Blessed Muharram.

88
May All The Admires And Thanks Be To Allah. To Who Belongs All That Is In Outer Space & In The Terrain.

89.
Muharram Daleel-E-Fatima Tu Dakha Aaey Hussain Ke Qatilon Ko, Ke Jiss Sar Ko Jhukanay Aaey Thay, Ussi Sar Ko Utha Ke Chalay Gay

90
Holy Month Of Muharrm Remind.
Us Of Grrat Sarifice.
Made By Imam Ali Husain To Values

91
Zom E Kasrat Tha Jimhain Sab Wo Hijazi Nikle,
Wo 72 They Jo K Ghezi Nikle,
Is Haqiqat Ko Bahal Kon Chupa Sakta Hai,
Jitne Sabber Ke Qatil Thy Namazi Nikle.

92
Ali Martaba Kon Kiya Jane,
Wo Hi Jante Hai
Janne Wale.

93
Ali Murtuja Dine Isalm Ki Saan Hai,
App Ki Ullad Ann Hain.

94
Ali Asger Pani Ko Tarse,
Kaya Gale Main Tir,
Hua Paya Sahi Di Ka Martaba.

95
Huassin Din Sann No Sokat Hai,
Suru Hua Dine Ir Huasauin Se.

96
Kurban Kiya Apna Gher,
Kuraban Ki Apni Zindagi,
Kurban Kiya Apne Ghaer Wale,
Ase Hain Badsha Huasain.

97
Wadaq E Wafa Hain Husain,
Mustufa Ka Nibha Diya,
Deene Haq Husain.

98
Happy Muarram To All People.

99
Karbala Walo Ka Kiya Keh Na,
Sahid Hua,
Islam Ke Liya.

100
Muharram Mubarak Hoo.Har Dua Qubool ho aapki.

Read More – Five Pillars of Islam

Related Tags: Muharram Mubarak,

Leave a Comment